Main Zindagi ka saath nibhata chala gaya lyrics

Main Zindagi Ka Saath Nibhaata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Udata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Uda Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha-2 Manana Fizul Tha-3 Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya-2 Har Fikar Ko Dhein Mein Uda Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya-2 Muqaddar Samajh Liya-2 Jo Kho Gaya Mein Usko Bhulata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Uda Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan-2 Na Mehsoos Ho Jahan-2 Main Dil Ko Us Muqaam Pe Laata Chala Gaya-2 Main Zindagi Ka Saath Nibhaata Chala Gaya Har Fikar Ko Dhein Mein Udata Chala Gaya !!!

Movie Info

  • Singers

   Mohammed Rafi
  • Lyricists

  • Music Directors

   Jai dev
  • Mood/Type

   Love Song

  • Views

   401878

  • Purchase Track