Dil Ye Bekarar Kyun Hai lyrics

Yeah yeah.. Kyun raaton ko main ab chayn se so na sakoon Oo.. Kyun aata nahin mujhe din mein bhi chain-o-sukoon Oo kyun aisa hota hai main khud se hi baatein karoon Oo kyun tu jo bole koi sune na woh main hi sunu Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa Tu bataa, tu bataa Kyun tujhe dekhe bina aata nahin dil ko sabar Oo kyun tere chehre se hatt ti nahin yeh nazar Oo kyun tujhe paake mujhe rehta hai khone ka darr Oo kyun tere siva saari duniya se hoon main bekhabar Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa Tu bataa, tu bataa Ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai Naa jaane kyun tu iss se tha bekhabar Jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai Nahin aur kuch, pyaar ka hai asar Kyun tere jalwo ka chatt ta nahin hai dhuaan Oo kyun chale hawa toh lage ki jaise tune chhuaa Oo kyun maangta hai dil tere liye roz duaa Oo kyun ho raha jo pehle mujhe naa hua Dil ye bekarar kyun hai Iss pe dhun sawaar kyun hai Kyun hai ye khumaar kyun hai, tu bataa Tera intezar kyun hai, tujhpe aitbaar kyun hai Kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa Tu bataa, tu bataa

Players Lyrics

Movie Info

  • Singers

   Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal
  • Lyricists

   Ashish Pandit
  • Music Directors

   Pritaam
  • Mood/Type

   Others

  • Views

   281886

  • Purchase Track