Socha Hai lyrics

Asmaan hai nilaa kyun, paani geela geela kyun Gol kyun hai zameen? Silk mein hai narmeen kyun, aag mein hai garmi kyun Do aur do paanch kyun nahin? Ped ho gaye kam kyun, teen hai yeh mausam kyun Chaand do kyun nahin? Duniye mein hain jung kyun, behta hai laal rang kyun Sarhadain hain kyun har kahin? Socha hai... Yeh tumne kya kabhi Socha hai... Ke hai yeh kya sabhi Socha hai... Socha nahin to socho abhi Behti kyun hai har nadi, hoti kya roshini Barf girti hai kyun? Dost kyun hai ruth te, taare kyun hai toot te Baadlon mein bijli hai kyun? Socha hai... Yeh tumne kya kabhi Socha hai... Ke hai yeh kya sabhi Socha hai... Socha nahin to socho abhi Sanaata sunai nahin deta Aur hawaaein dikhai nahin deti Socha hai kya kabhi, hota hai ye kyun? *** Wooo oh hoooo... Wooo oh hoooo... Asmaan hai nilaa kyun, paani geela geela kyun Gol kyun hai zameen? Silk mein hai narmeen kyun, aag mein hai garmi kyun Do aur do paanch kyun nahin? Ped ho gaye kam kyun, teen hai yeh mausam kyun Chaand do kyun nahin? Duniye mein hain jung kyun, behta hai laal rang kyun Sarhadain hain kyun har kahin? Socha hai... Yeh tumne kya kabhi Socha hai... Ke hai yeh kya sabhi Socha hai... Socha nahin to socho abhi Socha hai... Yeh tumne kya kabhi Socha hai... Ke hai yeh kya sabhi Socha hai... Socha nahin to socho abhi Yeaa... ohzaa...

Movie Info