Sun Mere Bandhu Re lyrics

sun mere bandhu re, sun mere mitava sun mere saathi re hota tu peepal, main hoti amar lata teri tere gale maala ban ke, padi muskaati re sun mere saathi re sun mere bandhu re..... diyaa kahe tu saagar, main hoti teri nadiyaa lahar bahar kar tu apane, piyaa chaman jaati re sun mere saathi re sun mere bandhuu re....

Movie Info

  • Singers

   Sachin Dev Burman
  • Lyricists

   Majrooh Sultanpuri
  • Music Directors

   S.D.Burman
  • Mood/Type

   Un-Categorized

  • Views

   235054

  • Purchase Track