Na kal ka pata na pal ka pata
na kal ka pata na pal ka pata
phir soch raha kyon barson ki
koi baat kare hai barson ki
koi soch raha kal parson ki
par bhai mere sach toh hai yeh
na pal ka pata na kal ka pata
phir soch raha kyon barson ki
Jo apni kismat ka lekha hai
kisne padha kisne dekha hai
haathon ki rekha jo padhta hai
jhoothi kahani woh gadhta hai
insaan ka kaha kab hai sach hua
na kal ka pata na pal ka pata
Yeh waqt har pal badalta hai
sukh dukh ke saanchey main dalta hai
chhoda nahin waqt ne Ram ko
phir aadmi ka kya anjaam ho
na jaane kahan kya hoga kahan
na kal ka pata na pal ka pata
phir soch raha kyon barson ki
View another songs of this movie
Submitted by :
rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...