Jumta sawan dekho aaya barkha ne pyar barsaya
maine jo tujko chuaa dil beimaan hua
saason ka taar zanjana barkha ne pyar barsaya
Bahon me chori se tumko utha lunga
hoton se thodisi lali chura lunga
hum ko bulatey bhi ho aankhen churatey bhi ho
aakhir diwana kyon banaya barkha ne pyar barsaya
jumta sawan dekho aaya
Bandhan tere mere ab tak kunware hain
banja dulhan dil ne sapne sanwarey hai
dil ko behelana hoga badla chukana hoga
kyon hamey raaton ko jagaya barkha ne pyar barsaya
jumta sawan dekho aaya barkha ne pyar barsaya
View another songs of this movie
Submitted by :
rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...