Yaad rahega pyar ka ye rangeen zamana yaad rahega
is duniya main chotisi apni duniya basana yaad rahega
Ek hai hum aur ek hi rahenge
sukh main bhi aur dukh main bhi
jab tak hai sanson ka bandhan
yeh bandhan tootey na kabhi
janam janam yeh rasme nibhaneki
kasme nibhana yaad rahega
Apne jahan mein madhur haseen ki
goonj kabhi na bandh padhey
jo bhi kadam badta ho apna
ik dhujey ke aur badey
pyar mein jhoomke do saayon ka
ik ho jaana yaad rahega
yaad rahega pyar ka yeh rangin zamana
View another songs of this movie
Submitted by :
rAjOo (gunwanti@hotmail.com)
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...