Saathiyaa Saathiyaa hooo
Saathiyaa hoo Saathiyaa hooo
need u baby want u baby need u baby 2
Ishq bedardi mujhko pata hai
Iski chahat mein milti saza hai
Beqrari mein mar hi na jau
Na samajh ko kaise samjhau
[Dil hai ki manta nahi hai
Bechain janta nahi hai
Mein karu kya bata zara saaathiyaaa ]2
Saathiyaa Saathiyaa hooo
Saathiyaa hoo Saathiyaa hooo
need u baby want u baby need u baby 2
[Narm khwaabon ki baahon mein jagegin aankhen
Garm sayein mein beetengin ratein ]2
Yaad to aayegi bekhudi chaayegi
Dard de jayegi tanhai tadpayegi
[Dil hai ki manta nahi hai
Bechain janta nahi hai
Mein karu kya bata zara saaathiyaaa ]2
Saathiyaa Saathiyaa hooo
Saathiyaa hoo Saathiyaa hooo
Need u baby want u baby need u baby 2
[Saare alam pe aahon ka chayega jaado
Apne hi zajbo pe to hoga na kabu]2
Zakhm lega jidhar hoga aisa asar
Na rahe bekhabar pechida hoga safar
[Dil hai ki manta nahi hai
Bechain janta nahi hai
Mein karu kya bata zara saaathiyaaa ]2
Saathiyaa Saathiyaa hooo
Saathiyaa hoo Saathiyaa hooo
need u baby want u baby need u baby 2
View another songs of this movie
Submitted by :
ansh
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...