Aaj kii raat piyaa
aaj kii raat piyaa dil na to.Do
man ki baat piya maan lo
aaj ki raat piya
dil kii kahaanii apanii zubaanii tum ko
sunaane aayii huu.N
aa.Nkho.n me.n leke sapane suhaane apanaa
banaane aayii huu.N
cho.Dake saath piyaa muu.Nh na mo.Do
man kii baat piyaa maan lo
aaj kii raat piyaa
chandaa bhii dekhe taare bhii dekhe hamako
gagan kii oT se
ghaayal kiyaa hai dil tumane meraa meeThi
nazar kii choT se
thaam ke haath piyaa yuu.N na cho.Do
man kii baat piyaa maan lo
aaj kii raat piyaa
View another songs of this movie
Submitted by :
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...