Singer: Lata
bairan neend na aae \-2
mohe bairan neend na aae
mora jiya ghabaraae
bairan neend na..................
suni padi meri palakon ki galiyaan \-2
kaun khilaae neendiya ki kaliyaan
apane bhi hain paraae
mohe bairan neend...............
laakh jatan karun aankh na laage \-2
so gain khushiyaan aur gham jaage
ghaayal mann kit jaae
mohe bairan neend..................
yaad aaen jab pyaar ki baaten \-2
aur bhi lambi ho jaaen raaten
bhor nazar nahin aae
mohe bairan neend ...................
***********************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...