Singers: Lata & Rafi
Rafi: vo din yaad karo \-2
vo chhup-chhup ke milana vo hansana-hansaana
vo din yaad karo
Lata: vo din yaad karo \-2
vo phoolon ki chhainya vo mausam suhaana
vo din yaad karo
Rafi: phirate the aazaad ham to chaman men \-2
chaand aur suraj hain jaise gagan men
ab to ye jivan hai ulajhan ki seema
dhadake mera dil ab dhima-dhiima
vo din yaad...............
Lata: jab main kali thi, tab hi bhali thi \-2
naa koi gham tha na bekali thi
meri gali se tera guzarana
nainon ke raste dil men utarana
vo din yaad..............
Rafi: ham to vahin hain, din vo kahaan hain
dil to hamaare ab bhi javaan hain
dil men hi tadape aramaan saare
pyaase ke pyaase nadiya kinaare
vo din yaad................
**********************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...