Singers: Lata & Chorus
Lata: ye hasin shaam, gardish men jaam, mehfil men rang chhaya
jo hai dil ka noor, us ka huzoor, aakhir salaam aaya
ye hasin shaam, gardish men jaam, mehfil men rang chhaya
salaam aayaa, salaam aayaa, salaam aayaa,
Chorus: aa~ aa~~ aa~~~
Lata: jaagi umnag, bajane de chang, behne de rang saaqi
jaagi umnag ,bajane de chang, behne de rang saaqi
khusihiyon ka daur, chalane de aur, hasrat rahe na baaqi
Chorus: aa~ aa~~ aa~~~
Lata: hai shaad shaam, mehfil tamaam, qaasid payaam laaya
jo hai dil ka noor.......................
Chorus: aa~ aa~~ aa~~~
Lata: pehlu nashin, ab vo hasin, vo maahataab hoga
pehlu nashin, ab vo hasin, vo maahataab hoga
jis ka hijaab, jis ka shabaab, bas laajawaab hoga
Chorus: aa~ aa~~ aa~~~
Lata: beikhtiaar, honthon pe yaar, teraa hi naam aya
jo hai dil ka noor...................
*******************************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...