Singer: Lata
bansi ki dhun sun, tere liye chun chun
laayi hun main bagiya se gori gori kaliyaan
nikali hun chup chup, ghar se main luk chhup
aayi hun sajaane balam teri galiyaan
bhole sajan tere dil ki jalan
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri nazar kise dhoondhe idhar
main to jaan gayi, jaan gayi, jaan gayi re
teri mithi nazar pahachaan gayi re
duniya se bach bach
kahati hun sach sach
aayi hun sajaane balam teri galiyaan.......
baanki palak yah saloni jhalak
mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
teri qasam yeh suratiya balam
mohe maar gayi, maar gayi, maar gayi re
main to baithe bithaaye jiya haar gayi re
dil mera pal pal
kahata tha chal-chal
aayi hun sajaane balam teri galiyaan.......
*****************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...