Singers: Lata & Chorus
Chorus:
aa jaa ~
aa jaa aa jaa mere saaqi
hasarat hai dil men baaqi
ulfat kaa jaam pila jaa
jeene ka dhang bata jaa
aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa
aa jaa~~~
Lata:
ye kis ne pukaara hai mujhe
kis ne pukaara~
hai kaun talabgaar mera
kaun hai pyaara~
sham-o-sahar
saaqi main idhar hun
main idhar hun
main idhar hun
main paas men baitha hun
aur main qadamon men pada hun
Chorus:
bhar bhar ke jaam pilaa de \-2
saaqi bana de matavaala
tu laa la la bas, bana de matavaala \-2
Lata:
sharaab-e-husn nazar se pilaane aayi hun
main ek-ek ko be-khud banaane aayi hun \-2
ada se naaz se abaro ke ik ishaare se \-2
dilon men ishq ka jaadu jagaane aayi hun
Chorus:
bhar bhar ke jaam pila de.............
Lata:
nazar milaao to dil ko qaraar aa jaaye
har ek ada pe tum ko pyaar aa jaaye
uthaao jaam ke janata se kam nahin duniya \-2
piyo piyo ke tumhen aitabaar aa jaaye \-2
Chorus:
bhar bhar ke jaam pila de.......................
Lata:
vo muskura ke nigaahen milaaye jaate hain~
surur ban ke mere dil pe chhaaye jaate hain -/2
mili hai aaj jo un ki nazar se meri nazar -/2
to haay mere qadam dagamagaaye jaate hain
Chorus:
bhar bhar ke jaam pila de...................
*****************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...