Singer: Lata
suno suno suno suno
suno suno re suno re suno suno
( kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai ) \-2
mere seene men aahon ka shor hai
mera nanha sa dil kamajor hai \-2
mose akeli raha nahin jaat hai
ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai
aankhon-aankhon men kaatoon main raat re
jiya maane na haay mori baat re \-2
teri qasam \-2
teri qasam ye bada kam-zaat hai
ui.. daiyya..
ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai
mori suni padi hai atariya
mohe kose hai baali umariya
mohe kose
mohe kose hai baali umariya
chupake-chupake
chupake-chupake jawaani bulaat hai
ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich
ye to kaanon men kahane waali baat hai re
kaise kah doon bajariya ke bich
*****************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...