[Singer:- Shamshad Begum]
jin aankhon ki neend haraam hui
un aankhon ka haal wo kya jaane ) \-2
( kyun palakon ko ashqon se pyaar hua
kyun jeena bawaal wo kya jaane ) \-2
( kyun kaanpate honthon pe kuchh bhi nahin
kyun dil men tamanna hai sahami hui ) \-2
ho~ o~ o~
aa-aa ke sataata rahata hai
( aa-aa ke sataata rahata hai
kyun un ka Khayaal wo kya jaane ) \-2
jin aankhon ki neend haraam hui
un aankhon ka haal wo kya jaane
( din chain se jin ke guzarate hon
aur raaten ho jin ki neend bhari ) \-2
ik pyaar ke maare huye dil ka
( ik pyaar ke maare huye dil ka
behaal sa haal wo kya jaane ) \-2
jin aankhon ki neend haraam hui
un aankhon ka haal wo kya jaane
*****************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...