[Singer:- Lata Mangeshkar ]
dil ne phir yaad kiya, bewafa lout bhi aa
bewafa lout bhi aa, bewafa lout bhi aa
dil men phir huk uthii, dil ka phir khoon hua
dil ne phir yaad kiya, bewafa lout bhi aa
main ne ik khwaab sa dekha tha jo puura na hua
mujh ko duniya se shikaayat hai na qismat se gila
aasara de ke muhabbat ne mujhe loot liya
bewafa lout bhi aa...................
haae kya jal gaya seene se jo uthata hai dhuaan
dar hai is aag men jal jaae na ulfat ka nishaan
roothane vaale muhabbat ko musibat na bana
bewafa lout bhi aa.................
******************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...