[Singer:- Lata Mangeshkar ]
un ke sitam ne loot liya \-2
haay kya karen \-2
aaina dil ka toot gaya
haay kya karen \-2
aansu bhi chhup ke so gaye \-2
palakon men rah ke kho gaye
aankhon pe chhaai kaali ghata \-2
haay kya karen \-2
socha tha wo nibhaayenge \-2
yun na hamen rulaayenge, rulaayenge
apanon ne saath chhod diya \-2
haay kya karen \-2
aabaad ye jahaan hai \-2
barabaad meri hi jaan hai
ai maut aa ke tu hi bata \-2
haay kya karen \-2
un ke sitam ne loot liya \-2
haay kya karen \-2
******************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...