[Singers:- Shamshad Begum & Mohammad Rafi]
rafi : khabar kya thi ki gham khaana padega
muhabbat kar ke pachhataana padega
shamshad: wafaaon par sitam dhaana padega
hamen un se bichhad jaana padega
rafi : na dekha jaayega khoon-e-tamanna \-2
teri mahafil se ab jaana padega
khabar kya thi ki gham khaana padega
muhabbat kar ke pachhataana padega
shamshad: na tha maalum aayenge ye din bhi \-2
kabhi rona, kabhi gaana padega
wafaaon par sitam dhaana padega
hamen un se bichhad jaana padega
rafi : bhula de, haan bhula de yaad un ki \-2
yehi ab dil ko samajhaana padega
khabar kya thi ki gham khaana padega
muhabbat kar ke pachhataana padega
shamshad: na nikalenge agar, aramaan dil ke \-2
yun hi ghoot-ghoot ke mar jaana padega
wafaaon par sitam dhaana padega
hamen un se bichhad jaana padega
*****************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...