[Singer:- Shamshad Begum ]
ho
aankh mili dil chala gaya \-2
koi pyaar ki duniya basa gaya
aankh mili dil chala gaya
wo chaandani rrut, wo mast pawan, ho \-2
jaaga tha jahaan, soya hua man \-2
phir chaliye wahin \-4
o o o
kahati hai yahi ab dil ki lagan \-2
kaun ye mujhamen sama gaya
mere nainon ki neendiya chura gaya
aankh mili dil chala gaya \-2
o
kyun aaj umangen naach uthi, o naach uthi \-2
aramaanon ki duniya jhoom gai \-2
chupake se na jaane kis ki nazar \-2
aa kar mera daaman choom gai \-2
kaun ye jaadu jaga gaya
sudh loot ke apana bana gaya
aankh mili dil chala gaya
*****************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...