[Singer:- Lata Mangeshkar]
aankhon-aankhon men un se pyaar ho gaya \-2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya \-2
aankhon-aankhon men un se pyaar ho gaya \-2
pata poochhati hun un ka sitaaron se \-2
dil loot gaye mera jo ishaaron se \-2
baaton-baaton men koi dil-daar ho gaya \-2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya,
aankhon-aankhon men .............
sukh-chain gaya ankhiyon men neend nahin \-2
ab main hun kahin aur vo hain kahin \-2
haay mera sapona sansaar ho gaya \-2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya,
aankhon-aankhon men.................
vo jaane yaa na jaane ham un ke hain \-2
vo maane yaa na maane ham un ke hain \-2
jo bhi hona tha voh to ik baar ho gaya \-2
main na jaanu kyon yeh dil beqaraar ho gaya,
aankhon-aankhon men.................
----------------------------------------------------------
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...