He: Bahaaron Se Puuchho Nazaaron Se Puuchho
Dil KyoN Divaanaa Meraa Ho Gayaa
Laakh Sambhaalaa Magar Kho Gayaa
La: BahaaroN Se Puuchho NazaaroN Se Puuchho
Dil KyoN Divaanaa Meraa Ho Gayaa
Laakh Sambhaalaa Magar Kho Gayaa
La: Tuu Bhii Divaanaa Sanam MaiN Bhii Diivaanii
Ulfat Kii Hai Ajab Kahaanii
Tu Bhii Divaanaa Sanam MaiN Bhii Divaanii
He: Ulfat Kii Hai Ajab Kahaanii
La: Meraa Dil Teraa Kaise Ho Gayaa
Do: Lakh Sambhaalaa Magar Kho Gayaa
He: BaDane Lagii Hai Ab Beqaraarii
La: Mitane Lagii Hai NiiNd Hamaarii
He: Dil Ko Naa Jaane Ye Kyaa Ho Gayaa
La/He: Lakh Sambhaalaa Magar Kho Gayaa
View another songs of this movie
Submitted by :
Aarti
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...