(Sabaq aisa, padhha diya.. tune..
Dil se sab kuchh bhula diya tune) -2
Laakh dene ka ek dena hai..
Oh....
Laakh dena ka ek dena hai..
Dil ye be-maut diya tune
Be-talab, jo mila, mila mujhko.. -2
Be-gharaz, jo diya, diya tune..
Sabaq aisa padhha diya tune..
Dil se sab kuchh bhula diya tune
(Kahin mushtaaq se hijaab huwa
Kahin parda uthha diya tune) -2
Mit gaye, dil se, naqsh-e-baatil sab
Naqsh apna jama diya tune
Sabaq aisa, oh.. sabaq aisa
(Aa… aa...)
Mujh gunehgaar ko jo bakhsh diya -2
Toh jahannum ko kya diya tune
'Daagh' ko, kaun dena waala tha
Jo diya, eh khuda diya tune
Sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa, sabaq aisa
Sabaq aisa padhha diya tune..
Dil se sab kuchh bhula diya tune
View another songs of this movie
Submitted by :
Ansh
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...