[singer:- Lata Mangeshkar ]
hamaare dil se na jaana,dhoka na khaanaa,duniya badi beimaan
o piya duniya badi beimaan
hamaare dil se na jaana,dhoka na khaana,duniya badi beimaan
hamaare dil se.............................
(main hoon ji, pyaar ki paheli nishaani)\-2
(aankhon se aaj kahun dil ki kahaani)\-2
o~oo~ sun lo ji painyaa padoon ho~oo~
(dekho ji binati karun)\-2
ho~oo~,hamaare ghar laaj nibhaana
dil na dukhaana
balama kahana mera maan
oo~ piya duniya badi beimaan
hamaare dil se......................
(miithe do bol yahaan,mushakil hai bolana)\-2
(duniya ko bhed kabhi,man ke na kholana)\-2
o~oo~
jhooti hai preet yahaan,
ho~oo~
(koi na meet yahaan)\-2
ho~oo~,bura hai aaj zamaana
toote jiya na
ulajhan men hai meri jaan
oo~ piya duniya badi beimaan
hamaare dil se.............................
******************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...