[singer:- Lata Mangeshkar]
________________________________________________
zara si der thi baaki bahaar aane men
laga dii aag muqaddar ne aashiyaane men
( dil ki kahaani, kahana to chaahe
haay ri qisamat kah na sake ) \-2
aankhon se aansu bahana to chaahe
haay ri qisamat bah na sake
( khaamosh taaron, shab ke nazaaron
dekho mohabbat ka anjaam dekho ) \-2
( qadamon men un ke rahana to chaahe
haay ri qisamat rah na sake ) \-2
dil ki kahaani kahana to chaahe
haay ri qisamat kah na sake
( aankhon men paani, honthon pe naale
mohabbat hui hai ghamon ke hawaalen ) \-2
( ik dil hamaara aur gham hazaaron
haay ri qisamat sah na sake ) \-2
dil ki kahaani kahana to chaahe
haay ri qisamat kah na sake
... ... ... ...
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...