[singers:-Kishor & Geeta Dutt]
Kishore:-
(de bhi chuke ham dil nazaraana dil ka) \2
Geeta:-
are, chhodo bhi
(chhodo bhi ye raag puraana dil ka) \2
Kishore:
(ek nazar men haar chuke hain dil ko) \2
teri ada pe vaar chuke hain dil ko
aji, mushkil hai ab laut ke aana dil ka
Geeta:
jaa jaa jaa
chhodo bhi ye raag puraana dil ka
Geeta:
(munh dho le, o jaal bichhaane waale) \2
ham nahin in baaton men aane waale
khel hai ye jaana pahchaana dil ka
Kishor:
are, de bhi chuke ham dil nazaraana,
Geeta: dil kaa....................
Kishor:
(chheen ke dil aashiq ka, mukarane waale) \2
are, mar jaaenge tujh par marane waale
haay, chhod bhi de zaalim tadapaana dil ka
Geeta:
jaa jaa
chhodo bhi ye raag puraana dil ka
Geeta:
(daali daali phirate hain harajaai) \2
lobhi bhanvaron ne kab preet nibhaai
yun hi sab karate hain, bahaana dil ka
Kishor:
haae, de bhi chuke ham dil nazaraana dil ka
Geeta:
yun hi sab karate hain bahaana dil ka
khel hai ye jaana pahchaana dil ka
chhodo bhi ye raag puraana dil ka
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...