*****************************************
[Singer:-Lata Mangeshkar ]
kya khabar thi, ki muhabbat mein ye din, aate hain
jise ham apna banate hain, vo tadpate hain
vo din kahaan gaye bata-2
jab is nazar men pyaar tha, pyaar tha
vo din kaha gaye bata
main ne to kuchh kaha nahi
jo yu nigaahe pher li
main ne to kuchh kaha nahi
vo raat yaad hai yahi, kissa hua tha pyar ka
vo din kaha gaye bata .........................
(aankhon men neend thi magar
soye nahi the raat bhar)-2
dil ko laga hua tha darr
shaam savera ho gaya
vo din kahaan gaye bata..............
***************************************
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...