[singer:- GMDurrani and Shamshad]
GM: nazar phero na hamse
ham hain tum par
marne waalon mein
nazar phero na hamse -2
ham hain tum par
marne waalon mein
hamaara naam bhi likh lo
mohabbat karne waalon mein -2
Shamshad : ( jahaan nazaren mili
bole ke ham hain marne waalon mein ) -2
banaawat hi banaawat hai
mohabbat karne waalon mein -2
GM: o
tumhaari shokiyon ko dil mera
naakaam kar dega
aa..n
suna kar pyaar ke nagmein
tumhein badnaam kar dega
haan
aji ye dil nahi chhip-chhip ke
aahen bharne waalon mein
hamaara naam bhi likh lo
mohabbat karne waalon mein -2
Shamshad: wahi dil hai jo is duniya mein
apna naam kar jaaye
mohabbat kya karega wo
jo badnaami se dar jaaye
haan
nahi ham aapki in dhamkiyon se
darne waalon mein
banaawat hi banaawat hai
mohabbat karne waalon mein -2
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...