[singer:Shamshad Begum]
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana \-2
jeene do zaalim banaao na deewaana
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana \-2
koi na jaane iraade hain kidhar ke \-2
maar na dena teer nazar ka kisi ke jigar pe \-2
naazuk ye dil hai, bachaana o bachaana
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana \-2
tauba jee tauba nigaahon ka machalana \-2
dekh-bhaal ke ai dilawaalon pehalu badalana \-2
qaafir ada ki ada hai mastaana
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana \-2
zakhmi hain tere, jaayen to kahaan jaayen \-2
tere teer ke maare huye, dete hain sadaayen \-2
kar do jee ghaayal, tumhaara hai zamaana
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana \-2
aayaa shikaari o panchhi tu sambhal ja \-2
dekh jaal hai zulfon ka tu chupake se nikal ja \-2
ud ja o panchhi shikaari hai deewaana
kahin pe nigaahen kahin pe nishaana \-2
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...