Aur is dil mein kyaa rakhaa hai
Teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai
Chiir ke dekhe, dil meraa to
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai
Pyaar ke afsaane, sune the logon se
Pyaar kyaa hotaa hai, yah tuune samajhaayaa
Milaa dil tujhase to, kaab dekhe aise
Junuun jaane kaisaa, javaa.n dil pe chhaayaa
Dil mein aisaa dard uthaa dil ho gayaa diivaanaa
Dil ho gayaa diivaanaa ...
Diivaanon ne, is duniyaa mein
Dard kaa naam davaa rakhaa hai
Aur is dil mein, kyaa rakhaa hai
Teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai
Nigaahon mein merii, yah suurat hai terii
Suurat yah terii, inaayat hai merii
Dhadakate siine mein, mohabbat hai terii
Mohabbat hai terii, ibaadat hai merii
Tere sivaa kuchh yaad nahin hai tuu hii tuu dil me.n
Haan tuu hii tuu dil me.n
Dil ne pyaar kii puujaa kii hai
Pyaar kaa naam kudaa rakhaa hai
Aur is dil mein, kyaa rakhaa hai
Teraa hii pyaar chhupaa rakhaa hai
View another songs of this movie
Submitted by :
Rajesh
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...