Khoi khoi zindagaani
Khoi saaanson ke rawaani
Tanhai ke darmiyan
Jane kahan khoya Insaaan
Yeh mein manzil ka
khoya mukaaam
Hai merei raah ka
khoya pyaam
[Keh rahaa mera dil jo
Dard mmein chup gaye woh
Jane kahan
Dundta mein phir raha
Yeh khoya jahan ]2
Hai kahan
Rangisho ki kahani
Khoye kisso ki zubaani
Koi adhuri dastaan
Jane kahan
Khoya Insaan
Yeh meri zindagi ka khoya nishaaaan
Yeh meri bandagi ka khoya armaaaan
[Keh rahaa mera dil jo
Dard mmein chup gaye woh
Jane kahan
Dundta mein phir raha
Yeh khoya jahan ]2
Hai kahan
Commming Soon!
Chat with Online users who are listening same Song. Make Song Frnds
Gist of the day
Let us pray for all those people who lost their lives in Mumbai Terrorist Attack. Also salute our Brave Soldiers, who sacrifice their life to save our people and Guest.