sun re sajan sun sun man ki batiyaa re
nainon ko bhaaye gailee tori suratiyaa
meraa naram karejawaa dol gayaa
koi pyaar ki boli bol gayaa
meraa naram karejawaa dol gayaa
chhup-chhup ke koi aataa hai
aur prem ki bansi bajaataa hai \-2
( nas-nas men amarit ghol gayaa
meraa naram karejawaa dol gayaa ) \-2
tan-man ki sudh-budh kho baithee
main aaj kisi ki ho baithee \-2
( koi nainan se dil ko tol gayaa
meraa naram karejawaa dol gayaa ) \-2
mohe ankhiyon ne bad-naam kiyaa \-2
meri preet kaa charchaa aam kiyaa \-3
( koi laaj kaa ghoonghat khol gayaa
meraa naram karejawaa dol gayaa ) \-2
koi pyaar ki boli bol gayaa
meraa naram karejawaa dol gayaa
[Singer:-Lata : Lyrics : Prem Dhawan]
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...