Chorus : hoy
he
hoy gaao taraane man ke ji
aasha aai dulahan ban ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham -3
hoy aaj kushi ban-than ke ji
kar ghar aai hai dulahan ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham -3
Shamshad :
dhak-dhak mann men dholak baaje
chham-chham pag men paayal
ho chham-chham pag men paayal
Chorus : a a
hoy
dhak-dhak man men dholak baaje
chham-chham pag men paayal
Lata : baalam ki nazaron ne -2
kiya hai aaj mera dil ghaayal
Chorus : a
hoy baalam ki nazaron ne
kiya hai aaj mera dil ghaayal
Shamshad : bhed mein apane kholoon na
kuchh boloon na
sang doloon na
teer chale chitawan ke ji
rim-jhim aaye din saawan ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham
Rafi : aaha
Shamshad : chham-chham
Rafi : waah
Shamshad : chham-chham
Shamshad : apane piya ki jogan ban ja
chhod de mahal-du-mahale
ho chhod de mahal-du-mahale
Chorus: o
hoy apane piya ki jogan ban ja
chhod de mahal-du-mahale
Lata : phool wahi sachha hai -2
jo kaanton ke dukh bhi sah le
Chorus : ho
hoy phool wahi sachha hai
jo kaanton ke dukh bhi sah le
Shamshad : pyaar ko jab tum jaanoge
pahachaanoge
phir maanoge
roop naye jeewan ke ji
milate hain dwaare saajan ke ji
naacho naacho man ki taal pe
Chorus : hoy gaao taraane man ke ji
aasha aai dulahan ban ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham -3
hoy aaj kushi ban-than ke ji
kar ghar aai hai dulahan ke ji
naacho naacho man ki taal pe
chham-chham -3
[SHAMSHAD/LATA/RAFI/CHORUS : AAN : 1952 : NAUSHAD ]
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...