( aag lagi tan-man mein
dil ko pada thaamna
raam jaane kab hoga
sainyaan ji ka saamna ) - 2
ho
sooni hai aaj piya mori atariya
piya mori atariya
zara deejo khabariya
dil tadpe jaise bina jal ki machhariya
zara leejo kabariya
sooni hai aaj piya mori atariya
piya mori atariya
dil tadape jaise bina jal ki machhariya
zara leejo khabariya
aan pade mushqil to aaye koi kaam na
raam jaane kab hoga
sainyaan ji ka saamna
hoon
saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye
mujhe pal pal sataaye
dekho naina bhar aaye
tan ka singaar mere man ko na bhaaye
dekho naina bhar aaye
saajan ki yaad mujhe pal pal sataaye
mujhe pal pal sataaye
tan ka singaar mere man ko na bhaaye
dekho naina bhar aaye
pyaar mera ho jaaye kaheen badanaam na
raam jaane kab hoga
sainyaan ji ka saamana
haay
laagi na chhoote karoon koi bahaana
karoon koi bahaana
aaya naazuq zamaana
dil mera bana piya tera nishaana
aaya naazuq zamaana
laagi na chhoote karoon koi bahaana
karoon koi bahaana
dil mera bana piya tera nishaana
aaya naazuq zamaana
hoye bura ulfat ka dekho anjaam na
raam jaane kab hoga
sainyaan ji ka saamana
[SHAMSHAD : AAN : 1952 : NAUSHAD ]
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...