aye jaan-e-jigar dil mein samaane aajaa
ujadi hui basti ko basaane aajaa
aye jaan-e-jigar ………..
dil dard se betaab hai, tu jaan-e-tamannaa
aaraam kaa paighaam sunaa ne aajaa
aye jaan-e-jigar ………..
parawaanaa badi der se hai aas lagaaye
aye shammaa na kar der, jalaane aajaa
aye jaan-e-jigar ………..
tarasi hui nazaron ko hai deedar ki hasarat
barkhaa ki tarah pyaas bujhaane aajaa
aye jaan-e-jigar ………..
[MUKESH : AARAAM : 1951: ANIL BISWAS]
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...