Lata:
mahafil mein mere kaun ye deevaana aa gaya,
ye deevaana aa gaya
Rafi:
jab shamma ne pukaara to paravaana aa gayaa,
o paravaana aa gaya
Lata :
aana hai mere paas to, khanjar ko dekh lo
khanjar ko dekh lo, dekh lo
Rafi :
aji yoon kaho ki aankh ke nashtar ko dekh lo
dekha tujhe to husn pe mar jaana aa gayaa,
o mar jaana aa gaya
Lata:
mahafil mein mere kaun ye deevaana aa gaya,
ye deevaana aa gaya
Rafi:
jab shamma ne pukaara to paravaana a gayaa,
o paravaana a gaya
Lata:
deevaane, deevane apani maut ka bhi dar nahi tujhe
Rafi:
deevaane aise hote hain khabar nahi tujhe
ai husn hoshiyaar ki deevaana a gayaa,
ki deevaana a gaya
Lata:
mahafil mein mere kaun ye deevaana aa gaya,
ye deevaana aa gaya
Rafi:
jab shamma ne pukaara to paravaana a gayaa,
o paravaana a gaya
[LATA/RAFI : ALBELA : 1951 C.RAMCHANDRA]
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...