mann mor huaa matwaala
kis ne jaadoo daala re kis ne jaadoo daala
mann mor huaa
gheer gheer aaee - 2
kaari badariya
bole praan-papeeha piya piya piya
jiya sharamaaye - 2
muskaaee aramaanon ki jayamaala
matwaala huaa marwaala
kis ne jaadoo daala re kis ne jaadoo daala
mann mor huaa
tum suhaag ho, mein suhaagini
suhaagini mein suhaagini
tum soor ho mein madhur raagini, mein suhaagini
tum nas-nas ras ki fuaar
mein rom-rom madhushaala
matwaala huaa matwaala
kis ne jaadoo daala re kis ne jaadoo daala
mann mor huaa
[SURAIYAA:AFSAR:1948:S.D.BURMAN]
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...