bane ho ek khaak se, to door kya qareeb kya -(3)
lahu ka rang ek hai, amir kya garib kya
bane ho ek ...
vo hi jaan vo hi tan, kahaan talak chhupaaoge -(2)
pehan ke reshami libaas, tum badal na jaaoge
ke ek jaat hain sabhi -(2)
to baat hai ajeeb si
lahu ka rang ek hai ...
gareeb hai vo iss liye, tum amir ho gaye -(2)
ke ek baadshaah hua, to sau faqeer ho gaye
kehata yaha hai samaaj ki -(2)
bhala bura naseeb kya
lahu ka rang ek hai ...
jo ek ho to kyon na phir, dilon ka dard baant lo -(2)
lahu ki pyaas baant lo, ruko ki dard baant lo
laga lo saba ko tum gale (2)
habeeb kya, raqeeb kya
lahu ka rang ek hai ...
View another songs of this movie
Submitted by :
p u r n i m a
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...