akhiyon se kar gaya ajab ishaare
koi matvaalaa, aaya mere dwaare ...
kya mann uske main kya jaanu
chhaliya ko main kya pehachaanu
jaane kyon mera naam pukaare
aa...
koi matvaara aaya mere dwaare ...
jab se gaya hai bhola bachpan
akhiyaan chanchal, natkhat hai mann
ab nahi kuch bhi bas mein hamaare
aa...
koi matavaara aaya mere dwaare ...
View another songs of this movie
Submitted by :
Sheetal
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...