Do nainaa aur ek kahani
Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
[Choti si do jheelon mein
Woh behati rahati hai]2
koi sune yaa naa sune
kehti rehati hai
kuch likh ke aur kuch zubaani
Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
Do nainaa aur ek kahani
[Thodi si hain jaani hui
Thodi si nai]2
Jahaan ruke aansoo
Wahin puri ho gai
Hai to nai phir bhi hain puraani
ho Thodaa saa baadal
Thodaa saa paani
Aur ek kahaani
Do nainaa aur ek kahani
Ek khatm ho to
Doosari yaad aa jaati hai
Hothhon pe fir bhooli hui
Baat aa jaati hai
Do nainon ki hain ye kahaani
View another songs of this movie
Submitted by :
ansh
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...