aap toh mere hi khwaabon mein sada aaya karein - 2
ham toh khwaabon ki haqeeqat aap mein dekha karein - 2
aap rehte hain - 2 khayalon mein hamare rubru
aapke nazdeek aane ki mujhe thi aarzoo
paas aakar aap hamse durr na jaaya karein - 2
aap toh mere hi khwaabon mein sada aaya karein
mujhko chahe bhi - 2 nigaahein bhi bachaye sharm se
kyun na aanchal mein yeh chehra ham chupaye sharm se
meri nazrein chahati hai aapko chuma karein - 2
zindagi bhar aap to aise hi chaha karein
dil dhadakta hain - 2 hamara aap yun na dekhiye
dil dhadakna hi mohabbat hain mohabbat sochiye
dhadkanon mein aapki ham yun hi ab jhalka karein - 2
aap toh mere hi khwaabon mein sada aaya karein
ishq hai betaab - 2ishq hai betaab isko aur na tadpaaiye
husn ruswaa ho na jaaye khud ko yeh samjhaiye
main nahi unmein jo husn-o-ishq ko ruswa karein
aap kya jaane ke ham bhi aapko pooja karein - 2
aap toh mere hi khwaabon mein sada aaya karein
ham toh khwaabon ki haqeeqat aap mein dekha karein
aap toh mere hi khwaabon mein sada aaya karein
View another songs of this movie
Submitted by :
seema
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...