ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa - 3
jaane kaisi ye pyaas hai anjaanaa ehsaas hai aabhi jaa
ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa
in raahon mein sang sang chale kyun door tu hum tum rahe - 2
ab naa ruke ye kaarawaa, hai pyaar kaa ye silsilaa
tanjan jaise diyaa haale dil ye kyaa kiyaa jaaniyaa
ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa
sapano mein tum rang yu bharo, apani kaho kuch meri suno - 2
ab naa kadhi honge judaa kehado na saath honge sadaa
tumase ye waadaa hai meraa sang sang rahenge sadaa saathiyaa
ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa
jaane kaisi ye pyaas hai anjaanaa ehsaas hai aabhi jaa
ab neend kise ab chain kahaa o jaane jaanaa
View another songs of this movie
Submitted by :
seema
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...