Hasata Hai Rulata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai
Banata Hai Mitata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai
Kyon Jaane Na Dil Yeh Paagal Kya Hai Meri Bebasi
Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan

Khwaab Dekha Jo Jag Ke Woh Khwaab Sachch Ho Gaya

Mil Gaya Sab To Yun Laga Na Jaane Kya Kho Gaya
Kyon Chaaya Nasha Yeh Harpal Kyon Jhoome Hai Yeh Zindagi
Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan
Kaisi Hai Deewaangi Kaisa Yeh Ehsaas Hai

Door Hai Dilbar Magar Lagta Hai Ke Paas Hai
Kyon Saasein Bahi Hai Sander Kya Mil Gayi Mujhe Khushi
Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan
Hasata Hai Rulata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai
Banata Hai Mitata Hai Yeh Kaisa Pyaar Hai
Kyon Jaane Na Dil Yeh Paagal Kya Hai Meri Bebasi
Kyon Seene Mein Hain Yeh Hulchul Kyon Pyaasi Hain Meri Jaan
View another songs of this movie
Submitted by :
LyricsMasti
Testing.Comming Soon.If want it really soon Help US.
Submit it here
Mailed By :
Express your Views/Comments/Suggestions
Here
Loading...